Friday, October 28, 2005

Am a little off my self imposed schedule as far as posting is concerned; meaning, I never planned to write everyday, but doing so anyway!

Anyway, here is something I could not resist posting. Many people must have heard it already, but I wanted to crystalize it on my page and make it my own because I could not have said it any better!



Benaam sa yeh dard thahar kyon nahi jaata
jo beet gaya hai vo guzar kyon nahi jaata

Sab kuch to hai kya dhoondti rahti hain nigaahein
Kya baat hai main waqt pe ghar kyoon nahi jaata

Vo ek hi chahra to nahi saare jahan main
Jo door hai vo dil se utar kyon nahi jata

Main apni hi uljhi hui raahon ka tamasha
Jaate hai jidhar sab main udhar kyoon nahi jata

Vo naam jo barson se na chehra hai na badan hai
vo khwab agar hai to bikhar kyoon nahi jata

No comments:

Post a Comment